DO WHATEVER YOU WANT TO DO

zindagi main sab safal hona chahte hain or hona bhi chahiye
lekin ham safal hone ke liye wo rasta nahi chunte jo hamepasand hai balki wo rasta chunte hai jo ki hamare aspas ke log kar rahe hote hain or isi bhag daud main hota kya hai ki hum wahin rah jate hain or log aage nikal jate hain …
      hum kabhi bhi apni taraf dekhke ye sochte  hi nahi hain ki ham akhir chahte kya hain……..
kabhi kabhi hame paisa ijjat to mil jati hai lekin ham khosh
hona bhul jate hain kyunki ham apna kaam isliye kar rahe
hote hain kyunki hame paisa chahiye hota par yadi ham
apni khushi k liye apna kaam karna shuru kar de to shayd
paisa utna na mile par trust me khushi bahut milegi.
   Ajkal ham khush hona hi bhul gaye hain kyunki hame to ye
Yaad bhi nahi hota ki hum esa kya karein jisse hame khushi
Milegi uske liye hme thoda apni zindagi ke piche jana
 Padega………..
   Wahan jahan sirf khushiyan thi koi tension nahi koi dikhawa
Nahi kuch bhi nakli nahi sab real hota tha or bahut khubsurat
Hota tha……..bachpan…..sabse khubsurat hamri zidagi ka wo
Hissa jo ham hamesha jeena chahte hain………………………


Comments

  1. Wow... Expressed very well and indeed its today's reality. Keep writing...
    Regards
    Ashwini

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thank you so much to apriciate my blog ☺️😊

      Delete

Post a Comment

if you have any suggestion

Popular Posts